best islamic naat
Naat in english
Naat in hindi
naat lyrics in english
naat lyrics in hindi
Naat sharif
Naat sharif in hindi
Ya Rasool Allah Ya Habib Allah,
Salla Alaika Ya Rasool Allah.
Wassallam Alaika Ya Habib Allah,
Ahlaon Wa Sahlan Marhaba, Ya Rasool Allah.
Charoon taraf Noor Chaaya Aaqa Ka Milad aaya; khushiyon Ka Pegham Laya Aaqa Ka Milad aaya.
आका का मिलाद मनाना कैैसे है, (जायज़ है, या नहीं)
Shams o qamar aur taare kyun na ho khush aaj Saare; unse hee to noor paaya aaqa ka Milad aaya.
Khushiyan manate hain wohi dhoomein Machate hain wohi jinn per hua unka saaya aaqa ka Milad aaya.
Mukhtar e Kul Maane jo unhe noori bashar jaane Jo unhe, na’ara ussi ne lagaya aaqa ka Milad aaya.
Jo aaj mehfil mein aaye mun ki muradein woh paaye; sab par karam ho khudaya aaqa ka milad aaya.
Ghous ul wara aur data ne mere raza aur khuwaja ne, sabne hee din ye manaya aaqa ka milad aaya.
Na’at e Nabi tum sunao ishq e nabi ko badhao, hum ko raza ne sikhaya aaqa ka Milad aaya.
Jiss ko shajar jante hain kehna hajar maante hain, aisa nabi hum ne paaya aaqa ka Milad aaya.
Dil Jagmagane Lage hain sab muskarane lage hain, ik kaif sa aaj Chaaya aaqa Ka Milad aaya.
Kar Ae Ubaid unki midhat tujh per khuda ki ho rehmat, tu ne muqqadar ye paaya aaqa Ka Milad aaya.
Aaqa ka milad aya naat lyrics
Aaqa ka milad aaya naat lyrics
ये भी पढ़ें :-
Aaqa ka milad aaya owais raza qadri
आका का मिलाद आया नात काफी प्यारा और मशहूर नात है जो की एक मशहूर नात गायक ओवैस रज़ा कादरी ने अपने खुबसूरत आवाज में गाया है.
आका का मिलाद आया नात मे हमें यह जाने को मिलता है, कि जब हमारे आका का मिलाद आया मतलब; जब हमारे आका इस दुनिया में पहली बार तशरीफ लाए तब दुनिया का नजारा कैसा था.
इस नात में हमारे नबी की शान में काफी सारी बातें की गई है.
बहुत से लोग इस नात की लिरिक्स को जानना चाहते थे ताकि वह सब भी इस नात को कई; दिन जलसों मे और खास करके ईद मिलादुन्नबी के मौके पर गाकर नबी से मोहब्बत को जाहिर करें.
Aaqa ka milad aaya naat lyrics in english
Salla Alaika Ya Rasool Allah.
Wassallam Alaika Ya Habib Allah,
Ahlaon Wa Sahlan Marhaba, Ya Rasool Allah.
Charoon taraf Noor Chaaya Aaqa Ka Milad aaya; khushiyon Ka Pegham Laya Aaqa Ka Milad aaya.
आका का मिलाद मनाना कैैसे है, (जायज़ है, या नहीं)
Shams o qamar aur taare kyun na ho khush aaj Saare; unse hee to noor paaya aaqa ka Milad aaya.
Khushiyan manate hain wohi dhoomein Machate hain wohi jinn per hua unka saaya aaqa ka Milad aaya.
Mukhtar e Kul Maane jo unhe noori bashar jaane Jo unhe, na’ara ussi ne lagaya aaqa ka Milad aaya.
Jo aaj mehfil mein aaye mun ki muradein woh paaye; sab par karam ho khudaya aaqa ka milad aaya.
Ghous ul wara aur data ne mere raza aur khuwaja ne, sabne hee din ye manaya aaqa ka milad aaya.
Na’at e Nabi tum sunao ishq e nabi ko badhao, hum ko raza ne sikhaya aaqa ka Milad aaya.
Jiss ko shajar jante hain kehna hajar maante hain, aisa nabi hum ne paaya aaqa ka Milad aaya.
Dil Jagmagane Lage hain sab muskarane lage hain, ik kaif sa aaj Chaaya aaqa Ka Milad aaya.
Kar Ae Ubaid unki midhat tujh per khuda ki ho rehmat, tu ne muqqadar ye paaya aaqa Ka Milad aaya.
Aaqa ka milad aaya naat lyrics in hindi
या रसूल अल्लाह या हबीब अल्लाह,
सल्ला अलैका या रसूल अल्लाह.
वस्सलाम अलैका या हबीब अल्लाह,
अहलाओं वा सहलन मरहबा, या रसूल अल्लाह.
चारों तरफ नूर छाया आका का मिलाद आया; खुशियों का पैगाम लाया आका का मिलाद आया.
शम्स ओ कमर और तारे क्यूँ ना हो खुश आज सारे; उनसे ही तो नूर पाया आका का मिलाद आया.
खुशियां मनाते हैं वो ही धूमें मचाते हैं वो ही जिन पर हुआ उनका साया आका का मिलाद आया.
मुख्तार ए कुल माने जो उन्हें नूरी बशर जाने जो उन्हें, नारा उसी ने लगाया आका का मिलाद आया.
जो आज महफील में आए मन की मुरादें वो पाए; सब पर करम हो खुदा या आका का मिलाद आया.
गौस ऊल वरा और दाता ने मेरे रज़ा और ख्वाजा ने, सबने ही दिन ये मनाया आका का मिलाद आया.
नात ए नबी तुम सुनाओ इश्क ए नबी को बढ़ाओ, हम को रज़ा ने सिखाया आका का मिलाद आया.
जीस को शजर जानते हैं कहना हज़र मानते हैं, ऐसा नबी हम ने पाया आका का मिलाद आया.
दिल जगमगाने लगे हैं सब मुसकराने लगे हैं, इक कैफ सा आज छाया आका का मिलाद आया.
कर ऐ उबैद उनकी मिधत तुझ पर खुदा की हो रहमत, तू ने मुकद्दर ये पाया आका का मिलाद आया.
Aaqa ka milad aaya naat ki jankari
Naat name - Aaqa ka milad aaya naat
Artist - Owais Raza Qadri
Total views - 1.6 crore +
YouTube channel - Ahmed Raza
किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की लिरिक्स जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं.
एक टिप्पणी भेजें