Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata naat lyrics in english
Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata naat lyrics in english
Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata naat lyrics जानकारी (information)
- Naat name:-Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata
- Naat reciter:-not known perfectly
- Total views:- 74,267+views
- YouTube channel:-Meelad wale
- Likes:- 1.8k
Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata
- दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आए है जिसका का नाम है Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata .
- दोस्तों हम आपको यह भी बता दे की यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है.
- दोस्तों इस नात Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata को youtube जैसे social media पेभी काफी अच्छा response मिला है.
- तो दोस्तों इसलिए आज हम यह पोस्ट Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata naat lyrics in english आपके लिए लेके आये है.
Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata naat lyrics in english
Dagh E Furqate Taiba
Dagh E Furqate Taiba Qalb Muzmahil Jata Kash Gumbade Khazra Dekhne Ko Mil Jata.
Mera Dam Nikal Jata Unke Astane Par Unke Astane Ki Khak Me Mein Mil Jata.
Mere Dil Se Dhul Jata Daghe Furqate Taiba Taiba Me Fana Ho Kar Taiba Me Hi Mil Jata.
Maut Le Ke A Jati Zindagi Madine Mein Maut Se Gale Mil Kar Zindagi Mein Mil Jata.
Khuld Zare Taiba Ka Is Tarha Safar Hota Peeche Peeche Sar Jata Age Age Dil Jata.
Dil Pe Jab Kiran Parti Unke Sabz Gumbad Ki Uski Sabz Rangat Se Bagh Ban Ke Khil Jata.
Furqate Madina Ne Woh Diye Mujhe Sadme Koh Par Agar Padte Koh Bhi To Hil Jata.
Dil Pe Woh Qadam Rakhte Naqshe Pa Yeh Dil Banta Ya To Khak E Pa Ban Kar Pa Se Muttasil Jata.
Un Ke Dar Pe Akhtar Ki Hasratein Hui Poori Saile Dare Aqdas Kaise Munfa`Il Jata.
READ MORE:-
किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .
एक टिप्पणी भेजें