24 C
hi

Naam-e-ahmed ye wo naam hai naat lyrics in english

Naam-e-ahmed ye wo naam hai naat lyrics in english

Naam-e-ahmed ye wo naam hai naat lyrics जानकारी (Information)

  • Naat name:-Naam-e-ahmed ye wo naam hai 
  • Naat reciter:-not known perfectly
  • Total views:-7,305,981
  • YouTube channel:-Danish & Dawar
  • Likes:-103k

Naam-e-ahmed ye wo naam hai 

दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आये है जसिका नाम है Naam-e-ahmed ye wo naam hai दोस्तों आपको हम यह भी बता देकी यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो यह बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुंनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है। इसलिए हम आज आपके लिए यह नात Naam-e-ahmed ye wo naam hai naat lyrics in english लेके आये है। 

तो चलिए शुरू करते है Naam-e-ahmed ye wo naam hai naat lyrics in english.

Naam-e-ahmed ye wo naam hai naat lyrics in english


Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agar
Be-iradah bhi muh se nikal jayega.

Raah ki sang reze bikhar jayenge
Ahle bedard ka dil pighal jayega.

Amna (ra) ki zara god bharne to do
Sare aalam ka naksha badal jayega.

Sunten hain ayaten but shikan ki khabar
Kufr iman ke saanche me dhal jayega.

Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agar
Be-iradah bhi muh se nikal jayega.

Raah ki sang reze bikhar jayenge
Ahle bedard ka dil pighal jayega.

Kamli wale faqat kamli wale nahin
Unpe shaida hai ye asmaan-o-zameen.

Ek ishare pe suraj palat ayega
Pair rakh den to patthar pighal jayega.

Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agar
Be-iradah bhi muh se nikal jayega.

Raah ki sang reze bikhar jayenge
Ahle bedard ka dil pighal jayega.

Sidrat-ul-muntaha par jo pahunche nahin
Sar jhuka kar ye jibrail kahne lage.

Ya habib-e-khuda ab siwa aap ke
Is se aage jo jayega jal jayega.

Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agar
Be-iradah bhi muh se nikal jayega.

Raah ki sang reze bikhar jayenge
Ahl-e-bedard ka dil pighal jayega.


किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .


पुराने पोस्ट
नई पोस्ट

एक टिप्पणी भेजें

Tes Iklan
Tes Iklan

Ads Single Post 4