24 C
hi

Nabi nabi nabi naat lyrics in english

Nabi nabi nabi naat lyrics in english




Nabi nabi nabi naat lyrics जानकारी (Information)

  • Naat name:-nabi nabi nabi
  • Naat reciter:-not known perfectly
  • Total views:-8,123,301 views
  • YouTube channel:-Danish & Dawar
  • Likes:-101k

Nabi nabi nabi

दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आये है जसिका नाम है Nabi nabi nabi दोस्तों आपको हम यह भी बता देकी यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो यह बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुंनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है। इसलिए हम आज आपके लिए यह नात Nabi nabi nabi naat lyrics in english लेके आये है। 

तो चलिए शुरू करते है Nabi nabi nabi naat lyrics in english.

Nabi nabi nabi naat lyrics in english

Chaman Chaman ki dilkashi
Gulo ki hai wo taazaghi.

Hai chand jin se shabnami
Wo kehkasha ki roshni.

Hawaawon ki wo Ragini
Fazaawon ki wo nagmagi.

Hawaawon ki wo Ragini
Fazaawon ki wo nagmagi
Hai kitna pyaara naam bhi.

Chorus: Nabi, Nabi, Nabi, Nabi, 
Hawaawon ki wo Ragini.

Fazaawon ki wo nagmagi
Hawaawon ki wo Ragini.

Fazaawon ki wo nagmagi.

Ye aamade bahaar
Wo noor ki khataar hai.

Fazaa bhi kush gavaar hai
Havaa bhi mushtavaar ha.

Ye aamade bahaar
Havaa se maine jab kahaa.

Ye kaun aagayaa bataa
Havaa pukarti chalin
Chorus.

Havaa se maine jab kahaa
Ye kaun aagayaa bataa
Havaa pukarti chalin.

Zamee baney zamaan baney
Maki baney makkah baney.

Chuni baney chuna baney
Wo waj hai kun fakaa baney.

Zamee baney zamaan baney
Maki baney makkah baney.

Chuni baney chuna baney
Wo waj hai kun fakaa baney.

Kahaa hai maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa.

Kahaa hai maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa
To rab ne bhi kahaa yahin.

Kahaa maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa.

Kahaa maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa
To rab ne bhi kahaa yahin.

Wo husne laa jawaab hai
Wo ishque be misaal hai.

Jo wa charf ka inaam hai
Nabi ka wo wilaad hai.

Badan so laghte hai tipar
Ye tartara ute hajar
Zabaan pai taa magar yahi.

Badan so laghte hai tipar
Ye tartara ute hajar.

Zabaan pai taa magar yahi.

Chale jo qatl ko umar
kahaa kisi ney roke kar.

Kahaa chaley aur kidar
Manaj kyun hai arsh par.

Chale jo qatl ko umar
kahaa kisi ney roke kar.

Kahaa chaley aur kidar
Manaj kyun hai arsh par.

Zarra behen ki lo khabar
Fidah hai wo Rasul par.

Zarra behen ki lo khabar
Fidah hai wo Rasul par
Wo kehrahi hai har ghari.

Zarra behen ki lo khabar
Fidah hai wo Rasul par
Wo kehrahi hai har ghari.

Umar chale behen ke ghar
Ye dil me soch soch kar.

Urayenge hum un ka sar
Jo hai nabi key deen par.

Umar chale behen ke ghar
Ye dil me soch soch kar.

Urayenge hum un ka sar
Jo hai nabi key deen par.

Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko.

Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko
Umar ne bhi kahaan yahi.

Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko.

Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko
Umar ne bhi kahaan yahi.


Wo ishque ka usul hai
Wo sunniyat ka phool hai.

Wo ehsaba usul ta
Key aashique rasul ta.

Wo ishque ka usul hai
Wo sunniyat ka phool hai.

Wo ehsaba usul ta
Key aashique rasul ta.

Raza se meine jab kahaa
Yeh shaan kis ne kee ataa.

Raza se meine jab kahaa
Yeh shaan kis ne kee ataa
Raza ne bhi kahaa yahin.

Raza se meine jab kahaa
Yeh shaan kis ne kee ataa
Raza se meine jab kahaa.

Yeh shaan kis ne kee ataa
Raza ne bhi kahaa yahin.


किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .


पुराने पोस्ट
नई पोस्ट

एक टिप्पणी भेजें

Tes Iklan
Tes Iklan

Ads Single Post 4