Marhaba ya mustafa naat lyrics in english
Marhaba ya mustafa naat lyrics in english
Marhaba ya mustafa naat lyrics जानकारी (Information)
- Naat name:-Marhaba ya mustafa
- Naat reciter:- milad raza qadri
- Total views:- 3,386,207
- YouTube channel:-Mihraj TV
- Likes:- 44k
Marhaba ya mustafa
- दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आए है जिसका का नाम है Marhaba ya mustafa.
- दोस्तों हम आपको यह भी बता दे की यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है.
- दोस्तों इस नात Marhaba ya mustafa को youtube जैसे social media पेभी काफी अच्छा response मिला है.
- तो दोस्तों इसलिए आज हम यह पोस्ट Marhaba ya mustafa naat lyrics in english आपके लिए लेके आये है.
Marhaba ya mustafa naat lyrics in english
Syedi anta habibi syedi anta habibi
Syedi anta habibi syedi anta habibi.
Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa
Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa.
Naseeb chamke hein farshion kay kay arsh kay chand aarahe hein
Jhalak sey jin kee falak hey roshan wo shams tashreef laa rahe hein.
Nisaar teree chehel pehel pey hazaron eiden rabi-ul-awal
Siwa-e-iblees kay jahan main sabhee to khushiyan mana rahe hein.
Shab-e-wiladat main sab musalman na kiyoon karain jaan-o-maal qurban
Abu lahab jesey sakht kaafir khushi main jab faiz pa rahe hein.
Zamanain bhar main yeh qaaida hey kay jis ka kaana usee ka gaana
To naymatain jin kee kaah rahe hein unhee kay ham geet gaah rahe hein.
Mein terey sadqay zameen-e-taiba fida na ho tuj pey kiyoon zamana
Kay jin kee khatir banain zamanain wo tuj main araam paa rahe hein.
Jo qabar main un ko apnee paoon pakar kay daman machal hee jaoon
Jo dil main reh kay chupay thay mujse woh aaj jalwa deka rahe hein.
READ MORE:-
किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .
एक टिप्पणी भेजें