24 C
hi

Meri ulfat madine se yunhi nahi naat lyrics in english

Meri ulfat madine se yunhi nahi naat lyrics in english

Meri ulfat madine se yunhi nahi naat lyrics जानकारी (information) 

  • Naat name:-Meri ulfat madine se yunhi nahi
  • Naat reciter:-not known perfectly
  • Total views:- 4,726,362
  • YouTube channel:-Heera Gold
  • Likes:- 67k

Meri ulfat madine se yunhi nahi

  • दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आए है जिसका का नाम है Meri ulfat madine se yunhi nahi
  • दोस्तों हम आपको यह भी बता दे की यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है. 
  • दोस्तों इस नात Meri ulfat madine se yunhi nahi  को youtube जैसे social media पेभी काफी अच्छा response मिला है.
  • तो दोस्तों इसलिए आज हम यह पोस्ट Meri ulfat madine se yunhi nahi naat lyrics in english आपके लिए लेके आये है. 

तो चलिए शुरू करते है Meri ulfat madine se yunhi nahi naat lyrics in english.

Meri ulfat madine se yunhi nahi naat lyrics in english

Meri ulfat Madine se youn hi nahi
Mere aaqa ka rouza Madine mein hai.

Mein Madine ki jaanib na kaise khinchu
mera deen aur dunya madine mein hai.

arsh e azam se jis ki barri shaan hai
roza e mustafa jis ki pehchaan hai.

jis ka humpalla koi muhalla nahi
eik aisa muhalla Madine mein hai.

phir mujhe maut ka koi khatra na ho
maut kya zindagi ki bhi parwa na ho.

kaash sarkar eik baar mujh se kahein
ab tera marna jeena Madine mein hai.

Sarware do jahaa se dua hai meri
Han bado chashmey tar ilteja hai meri.

Un ki feh-rist mein mera bhi naam ho
Jinn ka roz ana jaana Madine mein hai.

jab nazar sue taiba rawana hui
saath dil bhi gaya saath jaan bhi gai.

main muneer ab rahoon ga yahan kis liye
mera saara asasa Madine mein hai.

    READ MORE:- 

  • Noor-e-ramzan naat lyrics
  • Aane walon ye to batao naat lyrics
  • Aaka ko pukar bande aaka pukar naat lyrics
  • Aaqa bachalo is aasi ko naat lurics
  • Ah gaya wo noor wala Jis ka saya noor hai naat lyrics
  • Wo tanha kaun he allah hu allah naat lyrics
  • Ya nabi salam alaika naat lyrics
  • Kabe ki ronak kabe ka manzar

  • किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .

    Naatline                                                                          
    पुराने पोस्ट
    नई पोस्ट

    एक टिप्पणी भेजें

    Tes Iklan
    Tes Iklan

    Ads Single Post 4