Kabe ki ronak kabe ka manzar naat lyrics in english
Kabe ki ronak kabe ka manzar naat lyrics in english
Kabe ki ronak kabe ka manzar naat lyrics जानकारी (information)
- Naat name:-Kabe ki ronak kabe ka manzar
- Naat reciter:-not known perfectly
- Total views:- 12,003,766
- YouTube channel:-Heera Gold
- Likes:- 193k
kabe ki ronak kabe ka manzar
- दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आए है जिसका का नाम है Kabe ki ronak kabe ka manzar.
- दोस्तों हम आपको यह भी बता दे की यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है.
- दोस्तों इस नात Kabe ki ronak kabe ka manzar को youtube जैसे social media पेभी काफी अच्छा response मिला है.
- तो दोस्तों इसलिए आज हम यह पोस्ट Kabe ki ronak kabe ka manzar naat lyrics in english आपके लिए लेके आये है.
Kabe ki ronak Kabe ka manzar Allahu Akbar Allahu Akbar.
Dekhu to dekhe jau barabar Allahu Akbar Allahu Akbar.
Hainrat se khud ko kabhi dekhta hu Aur dekhta hu kabhi mai haram ko.
Laya kahan mujhko mera muqaddar Allahu Akbar Allahu Akbar.
Hamd e Khuda se tar hain zabane Kano me rass ghoolti hain azane.
Bus ek sada a rahi hain Allahu Akbar Allahu Akbar.
Mangi hain maine jitni duae Manzoor hongi maqbool hongi.
Mizab e Rehmat hain mere sar par Allahu Akbar Allahu Akbar.
Tere karam ki kya bat Maula Tere haram ki kya bat Maula.
Ta umr karde ana muqaddar Allahu Akbar Allahu Akbar.
Yad agayi jab apni khataye Ashko me dhalne lagi iltijae.
oya Gilaf e Kaba pakad kar Allahu Akbar Allahu Akbar.
Dekha Safa bhi Marwa bhi dekha Rab ke karam ka jalwa bhi dekha.
Dekha rawa ek saron ka samandar Allahu Akbar Allahu Akbar.
Kabe ke upar se jate nahi hain Kisko sabak yeh sikhate nahi hain.
Kitne moadab hain yeh kabutar Allahu Akbar Allahu Akbar.
Bheja hain jannat se tujhko Khuda ne Chuma hain tujh ko khud mere Mustafa ne.
Aye Hajr e Aswad tera muqaddar Allahu Akbar Allahu Akbar.
Jis par nabi ke kadam ko sajaya Apni nishani keh ke bataya.
Mehfooz rakha Rab ne yeh patthar Allahu Akbar Allahu Akbar.
READ MORE:-
किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .
एक टिप्पणी भेजें