24 C
hi

Ya nabi salam alaika naat lyrics in english

Ya nabi salam alaika naat lyrics in english

Ya nabi salam alaika naat lyrics जानकारी (information) 

  • Naat name:-Ya nabi salam alaika
  • Naat reciter:-not known perfectly
  • Total views:- 4,428,661
  • YouTube channel:-Faizane Naat
  • Likes:- 67k

Ya nabi salam alaika

  • दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आए है जिसका का नाम है Ya nabi salam alaika
  • दोस्तों हम आपको यह भी बता दे की यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है. 
  • दोस्तों इस नात Ya nabi salam alaika  को youtube जैसे social media पेभी काफी अच्छा response मिला है.
  • तो दोस्तों इसलिए आज हम यह पोस्ट Ya nabi salam alaika naat lyrics in english आपके लिए लेके आये है. 

तो चलिए शुरू करते है Ya nabi salam alaika naat lyrics in english.

Ya nabi salam alaika naat lyrics in english

Ya Nabi Salaam Alaika.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Jashn-e-Milad un nabi hay
Noor ki chaadar tani hay.

Roshani hi roshani hay
Har taraf yay doom machi hay.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Ya habeeb-e-rab-e-daawar
Azpa-ay Siddeeq-e-Akbar.

Aur Umar Usmaan O Haydar
Chashmay Baytar Do qalb-e-uzz par.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Rahmatal Lil Aalameena
Ho ataa aysa kareena.

Daykh kar meetaa madina
Ishq-e-main patjaa ay seena.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Aakhari lamhay jab aa-ain
Kaash wo tashreef laa-ain.

Apnay jalwon main gumaa-ain
Joom-e-kar ham gun gunaa-ain.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Hashr-e-main sarkaar-e-aanaa
Mere ayb ko chupaana.

Apnay rab say bakhsh
Saath-e-jannat Me bassaana.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Rehmato Kay Taaj Wale
Do Jahan Ke Taaj Wale.

Arsh Ki Meraj Wale
Ashiyon Ki Laaj Wale.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Mustafa khir ul wara ho
sarware har do sara ho.

apnay achoon ka tasaduk
hum badoon ko bhi niba ho.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Amina Bibi ka jaya
baharwi tareekh aaya.

subhe saadiq nay sunaya
Swalawatullah alaika.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

As-tufailay Ghouse Azam
Ganj Bakhsay faizay Azam.

Sadqaye Imam e Azam
Door Houn Sabhi Kay Ranj O Gham.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Baksh Do Jo Cheez Chahu
Kiyu Ki Mahboob E Khuda Ho.

Mustafa Ho Mujtaba Ho
Jo Kahun Ussay Siwa Ho.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Jaan Kani Ke Waqt Aana
Kalima E Tayyab Padhana.

Hume Saita Se Bachana
Apne Daman Me Chupana.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Wastaa Ye Aale Aba Ka
Sadka Hajrat Fatima Ka.

Aur Shaheede Karbala Ka
Gham Na Ho Rozey Jaza Ka

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Jaan Kar Kafi Sahara
Le Liya Hai Dar Tumhara.

Khalq Ke Waris Khudara
Lo Salam Ab To Hamara.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Aye Shahanshahe Zamana
Aapka Ye Aastaana.

Rahmaton Ka Hai Khajana
Ho Nagahe Maharbaana.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Aye Shahanshahe Madina
Noor Se Mamoor Sina.

Mushk Se Bahtar Pasina
Dekhle Ham Sab Madina.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

Oh The Master Of All Ages
This Is All Your Kingdom.

You Is The Reservoir Of Mercy
Gaze Upon Us With Your Eyes.

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika.

Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika.

READ MORE:- 

  • Tu kuja man kuja naat lyrics
  • Barwein ka chand aaya naat lyrics
  • lab pe aati hai dua banke tamanna meri naat lyrics
  • tajedar e haram naat lyrics 
  • Tu hai rab ki raza tu hai sabse juda naat lyrics
  • deewar o dar k bose lunga machal machal kar naat lyrics
  • pardah naat lyrics
  • hasbi rabbi jallah naat lyrics
  • maula ya salli wasallim naat lyrics
  • mera dil badal de naat lyrics
  • Gali gali saj gayi naat lyrics
  • hara gumbad jo dekho ge naat lyrics
  • Shahe madina naat lyrics
  • Tamanna muddaton se hai naat lyrics
  • Mai tu ummati hoon naat lyrics
  • Ya nabi naat lyrics 
  • Naam-e-ahmed ye wo naam hai naat lyrics
  • Nabi nabi nabi naat lyrics
  • Allah hoo allah hoo 
  • kis se mange naat lyrics in english
  • Bhar do jholi meri yah muhammad naat lyrics
  • Noor e khuda naat lyrics
  • Mere nabi pyaare nabi naat lyrics 
  • Tala al badru alayna naat lyrics
  • Marhaba ya mustafa naat lyrics
  • Apne maa baap ka tu dil na dukha dil na dukha naat lyrics
  • Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata
  • Zindagi ek kiraye ka ghar hai naat lyrics
  • Noor-e-ramzan naat lyrics
  • Aane walon ye to batao naat lyrics
  • Aaka ko pukar bande aaka pukar naat lyrics
  • Aaqa bachalo is aasi ko naat lurics
  • Ah gaya wo noor wala Jis ka saya noor hai naat lyrics
  • Wo tanha kaun he allah hu allah naat lyrics

  • किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .

    पुराने पोस्ट
    नई पोस्ट

    एक टिप्पणी भेजें

    Tes Iklan
    Tes Iklan

    Ads Single Post 4