24 C
hi

Aaka ko pukar bande aaka pukar naat lyrics in english

Aaka ko pukar bande aaka pukar naat lyrics in english

Aaka ko pukar bande aaka pukar naat lyrics जानकारी (information) 

  • Naat name:-Aaka ko pukar bande aaka pukar
  • Naat reciter:- not known perfectly
  • Total views:-5,946 +
  • YouTube channel:-Ghulam e Ahmed
  • Likes:295

Aaka ko pukar bande aaka pukar

  • दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आए है जिसका का नाम है Aaka ko pukar bande aaka pukar 
  • दोस्तों हम आपको यह भी बता दे की यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है. 
  • तो दोस्तों इसलिए आज हम यह पोस्ट Aaka ko pukar bande aaka pukar naat lyrics in english आपके लिए लेके आये है. 

तो चलिए शुरू करते है Aaka ko pukar bande aaka pukar naat lyrics in english.

Aaka ko pukar bande aaka pukar naat lyrics in english

Aaqa ko pukaar bande,
Aaqa ko pukaar
Insha’Allah ho jayega tera beda paar.

Un ke haath main kul-kunji hai
Rab ne unhe Mukhtar kiya.

Ham ko Un ka mangta banaya
aur Unhe Sarkaar kiya.

Jo Sarkar ke dar ka gada hai,
wo khud hai Mukhtar.

Kya kehna darbar e Nabi  ka,
uski shaan aali hai.

Hargiz na mehroom wo lauta
us dar ka jo sawali hai.

Aao chale aab suye Madina,
chorr ke sab gharbaar.

Summa dana fatadalla ka
mansab Sarkaar ko hasil hai.

Pohoch na paya koi us jaah,
jo sarkaar ki manzil hai.

Asraa ki shab udnu minni
Rab ki thi pukaar..

Aala Hazrat ne yaro ye
sabaq hume sikhla hai.

Jo gustakh-e-khuda o Nabi hai
apna nahi wo paraya hai.

Ha aaise gustakhon par
Moula ki hai phatkaar.

Kyu gham-geen hai tu ay Sayyed
dar par wo bulwaenge.

Ranj-o-gham sab door karainge
soye bhaag jagayaenge .

Aur bhi koi Unke siwa hai
dukhiyo ka gham khaar.

Apni to pehchan yahi hai
apni to hai shaan yahi.

Daman me Kuch aur nahi hai
dil me hai armaan yahi.

Itni padu mai unki naate
raazi ho Sarkaar.

Yade Nabi me tu aye Rizwan
unki midhat karta ja.

Dewaano ke dil bhar aaye
jhoom ke naate padta ja.

Jaldi Madine jayega tu
lagte hai aasar.

READ MORE:- 

  • Tu kuja man kuja naat lyrics
  • Barwein ka chand aaya naat lyrics
  • lab pe aati hai dua banke tamanna meri naat lyrics
  • tajedar e haram naat lyrics 
  • Tu hai rab ki raza tu hai sabse juda naat lyrics
  • deewar o dar k bose lunga machal machal kar naat lyrics
  • pardah naat lyrics
  • hasbi rabbi jallah naat lyrics
  • maula ya salli wasallim naat lyrics
  • mera dil badal de naat lyrics
  • Gali gali saj gayi naat lyrics
  • hara gumbad jo dekho ge naat lyrics
  • Shahe madina naat lyrics
  • Tamanna muddaton se hai naat lyrics
  • Mai tu ummati hoon naat lyrics
  • Ya nabi naat lyrics 
  • Naam-e-ahmed ye wo naam hai naat lyrics
  • Nabi nabi nabi naat lyrics
  • Allah hoo allah hoo 
  • kis se mange naat lyrics in english
  • Bhar do jholi meri yah muhammad naat lyrics
  • Noor e khuda naat lyrics
  • Mere nabi pyaare nabi naat lyrics 
  • Tala al badru alayna naat lyrics
  • Marhaba ya mustafa naat lyrics
  • Apne maa baap ka tu dil na dukha dil na dukha naat lyrics
  • Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata
  • Zindagi ek kiraye ka ghar hai naat lyrics
  • Noor-e-ramzan naat lyrics
  • Aane walon ye to batao naat lyrics

  • किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .

    पुराने पोस्ट
    नई पोस्ट

    एक टिप्पणी भेजें

    Tes Iklan
    Tes Iklan

    Ads Single Post 4