24 C
hi

Aaqa bachalo is aasi ko naat lyrics in english

Aaqa bachalo is aasi ko naat lyrics in english

Aaqa bachalo is aasi ko naat lyrics जानकारी (information) 

  • Naat name:-Aaqa bachalo is aasi ko
  • Naat reciter:- not known perfectly

Aaqa bachalo is aasi ko

  • दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आए है जिसका का नाम है Aaqa bachalo is aasi ko 
  • दोस्तों हम आपको यह भी बता दे की यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है. 
  • तो दोस्तों इसलिए आज हम यह पोस्ट Aaqa bachalo is aasi ko naat lyrics in english आपके लिए लेके आये है. 

तो चलिए शुरू करते है Aaqa bachalo is aasi ko naat lyrics in english.

Aaqa bachalo is aasi ko naat lyrics in english

Aaqa Bachalo Is Aasi Ko.

Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bachalo is aasi ko jo duba huva hai gunaho me
ab aap hi ise bachana ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

mai qatakaar hoo mai gunahgaar hoo mai siyakar hoo
mujh bad ko aap hi bachana ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

tum malik-o-muqtaar ho jise chahe jo chahe use ataa karde
meri bhi jholi bhardena ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

mere bad aamal ke sabab mujh par azab ho jab qabr me
mujhe tum bachane aana ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

sunta hoo logon se ke aqa ghar tashrif laye qaab me
mere qaab me bhi tum aana ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

tere dar ki haazri ke liye kab se hoo shaha betab
mujhe dar pe tum bulana ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

ghamo ke samandar me dubta ja raha hai mera safina
ho jai nazre karam kinare lag jai mera safina ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

kuch amal nahi is aasi ke paas sar ta pa gunaho me duba huva hai
mahshar me tum hi bharam rakhna ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

hoga jab khuda jalal me puche jab mujh se mera amal
mujhe mahshar me tum bachana ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

nikle meri rooh tere hi dayar me sabz gumbad ke saye me
is waqt mujhe apna didar bhi karana ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

gar hind me israiel(alahi salam) meri rooh lene aaye
kahdena tahro ise aajane do madina ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

hogaye hai dur mujh se mere dost-o-ahbab
mujh se tum na dur ho jana ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

hubbe duniya se bachakar mujhe apni kambli me chupalena
bas mai banjau tera hi diwana ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

JABER jo aap ke dar ki hazri ke liye tadap raha hai.
ise jald taiba me bulana ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam).

READ MORE:- 

  • Tu kuja man kuja naat lyrics
  • Barwein ka chand aaya naat lyrics
  • lab pe aati hai dua banke tamanna meri naat lyrics
  • tajedar e haram naat lyrics 
  • Tu hai rab ki raza tu hai sabse juda naat lyrics
  • deewar o dar k bose lunga machal machal kar naat lyrics
  • pardah naat lyrics
  • hasbi rabbi jallah naat lyrics
  • maula ya salli wasallim naat lyrics
  • mera dil badal de naat lyrics
  • Gali gali saj gayi naat lyrics
  • hara gumbad jo dekho ge naat lyrics
  • Shahe madina naat lyrics
  • Tamanna muddaton se hai naat lyrics
  • Mai tu ummati hoon naat lyrics
  • Ya nabi naat lyrics 
  • Naam-e-ahmed ye wo naam hai naat lyrics
  • Nabi nabi nabi naat lyrics
  • Allah hoo allah hoo 
  • kis se mange naat lyrics in english
  • Bhar do jholi meri yah muhammad naat lyrics
  • Noor e khuda naat lyrics
  • Mere nabi pyaare nabi naat lyrics 
  • Tala al badru alayna naat lyrics
  • Marhaba ya mustafa naat lyrics
  • Apne maa baap ka tu dil na dukha dil na dukha naat lyrics
  • Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata
  • Zindagi ek kiraye ka ghar hai naat lyrics
  • Noor-e-ramzan naat lyrics
  • Aane walon ye to batao naat lyrics
  • Aaka ko pukar bande aaka pukar 

  • किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .










    पुराने पोस्ट
    नई पोस्ट

    एक टिप्पणी भेजें

    Tes Iklan
    Tes Iklan

    Ads Single Post 4