Har waqt tasaw'wur mein madine ki gali ho naat lyrics in english
Har waqt tasaw'wur mein madine ki gali ho naat lyrics in english
Har waqt tasaw'wur mein madine ki gali ho naat lyrics जानकारी (information)
- Naat name:-Har waqt tasaw'wur mein madine ki gali ho
- Naat reciter:-Not known perfectly
- Total views:- 3,361,502
- YouTube channel:-Home Islamic
- Likes:- 56k
Har waqt tasaw'wur mein madine ki gali ho
- दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आए है जिसका का नाम है Har waqt tasaw'wur mein madine ki gali ho.
- दोस्तों हम आपको यह भी बता दे की यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है.
- दोस्तों इस नात Har waqt tasaw'wur mein madine ki gali ho को youtube जैसे social media पेभी काफी अच्छा response मिला है.
- तो दोस्तों इसलिए आज हम यह पोस्ट Har waqt tasaw'wur mein madine ki gali ho naat lyrics in english आपके लिए लेके आये है.
Har waqt tasaw'wur mein madine ki gali ho naat lyrics in english
Aur yaad Muhammed ki mere dil mein basi hoDo soz Bilaal AQA mile dard Raza sa
Sarkaar ata ishq Owais-e-Qarni ho.
Ai kaash! mai banjaoon Madine ka musafir
Phir roti huwi Taibah ko baraat chali ho.
Phir Rehmat-e-Bari se chaloon soo-e-Madina
Ai kaash! muqaddar se mayas’sar woh ghadi ho.
Jab aaon Madine me to har chaak girebaan
Aankhaon se barasti huwi ashkaun ki jhadi ho.
Ai kaash! Madine mein mujhe maut yoon aajae
Qadmaun mein Tere sar ho meri rooh chali ho.
Jab leke chalo gharibaan ko janazah
Kuch khaak Madine ki mere munh pe saji ho.
Jis waqt nakirein meri qabr mein aaein
Us waqt mere lab pe saji Naat-e-Nabi ho.
ALLAH! karam aisa kare tujh par jahaan mein
Ai Dawate Islami teri dhoom machi ho.
AQA ka gada hoon ai jahan’nam tu bhi sunle
Woh kaise jalay jo ke ghulam-e-Madani ho.
Sadqa mere murshid ka karoon door balaein
Pura mera Sarkaar har armaan dili ho.
Allah ki rehmat se to jannat hi milegi
Ai kaash! mahille me jagah unke mili ho.
Mehfooz sada rakhna Shaha be adbaun se
Aur mujhse bhi sarzor kabhi be adbi ho.
Attar hamara hai saray hashr ai kaash!
Daste Shaha batha se yehi chit’thi mili ho.
READ MORE:-
किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .
एक टिप्पणी भेजें