24 C
hi

Ham apne nabi paak se yun pyaar karenge naat lyrics in english

Ham apne nabi paak se yun pyaar karenge naat lyrics in english






Ham apne nabi paak se yun pyaar karenge naat lyrics जानकारी (information) 

  • Naat name:-Ham apne nabi paak se yun pyaar karenge
  • Naat reciter:-hafiz tahir qadri
  • Total views:- 14,086,465
  • YouTube channel:-Hafiz Tahir Qadri
  • Likes:-169k

Ham apne nabi paak se yun pyaar karenge

  • दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आए है जिसका का नाम है Ham apne nabi paak se yun pyaar karenge
  • दोस्तों हम आपको यह भी बता दे की यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है. 
  • दोस्तों इस नात Ham apne nabi paak se yun pyaar karenge को youtube जैसे social media पेभी काफी अच्छा response मिला है.
  • तो दोस्तों इसलिए आज हम यह पोस्ट Ham apne nabi paak se yun pyaar karenge naat lyrics in english आपके लिए लेके आये है. 

तो चलिए शुरू करते है Ham apne nabi paak se yun pyaar karenge naat lyrics in english.

Ham apne nabi paak se yun pyaar karenge naat lyrics in english

Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
.

Jashne Wiladat Ki Raunak Pe Yaaron
Marte Hai Sunni Marte Rahenge.

Apne Nabi Ki Azmat Ka Charcha
Karte Hai Sunni Karte Rahenge.

Kuchh Jalne Waale Dekh Ke Kehte Hai Hamesha
Sarkar Ki Aamad Pe Lagate Ho Kyun Paisa.

Yeh Paisa toh Kya Cheez Hai Ham Ghar Bhi Lutadein
Koi Nahin Jahan Mein Sarkar Ke Jaisa.

Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
.

Mere Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Pyaare Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa.

Lajpal Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Ghamkhar Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa.

Sahibe Mehraj Nabi Aasiyon Ki Laaj Nabi
Nabiyon Ke Sartaj Nabi Kal Bhi The Aur Aaj Nabi
Do Jahan Ke Raaj Waale Mere Nabi Aa Gaye.

Har Kharji Fasadi Watan Se Bhagayenge
Padh Ke Durud Sabko Miladi Banayenge.

Layenge Ham Huzur ka Islam Takht par
La-Deeniyat Ke Saare Buton Ko Girayenge.

Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
.

Taklif Hoti Hai Tujhe Mirchi Bhi Lagti hai
Jab Barwih Pe Lighton Se Galiyan Bhi Sajti hai.

Kyun Chidta Hai Tu Dekh Ke Jandon Ki Baharen
Tazime Nabi Ho Toh Sabhi Achi Lagti Hai.

Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
.

Nisar Teri Chahel Pehel Par
Hazaron Eidein Rabi ul Awwal.

Siwaye Iblis ke Jahan mein
Sabhi toh Khushiyan mana rahe hein.

Lalach Na Do Ham Naame Muhammad Pe Marenge
Milad Pe Samjhota Kiya Hai Na Karenge.

Bardasht Na Karenge Juluson Pe Rukawat
Milade Muhammad Ka Mission Jari Rakhenge.

Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
.

Tera Khawan Mai Tere Geet Gawan Ya RasulAllah
Tera Milad Mai Kyun Na Manawan Ya RasulAllah.

Taleem Pehle Dunga Muhammad Ke Jashn Ki
Tehzeeb Sikhaunga Muhammad Ke Jashn Ki.

Virse Mein Chhod Jaunga Milad Ki Lagan
Mere Bhi Bacche Jashne Wiladat Manayenge.

Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
.

Mere Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Pyaare Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa.

Lajpal Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Ghamkhar Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa.

Ham Apni Mahobbat Ka Yun Ailan Karenge
Ham Jashne Muhammad Pe Fida Jaan Karenge.

Milad Ki Rally o Juluson Mein Le Ja Kar
Aulad Bhi Sarkar Pe Qurban Karenge.

Ham Apne Nabi Paak se yun Pyar karenge
Har Haal mein Sarkar ka Milad karenge
.

Kimat Jahan Mein Apni Ujagar Giraoge
Aaqa Ko Chhod Kar Kabhi Izzat Na Paoge.

Mazbut Karlo Rishta Nabi Se Toh Jiyoge
Rishta Nabi Se Todoge Toh Tooth Jaoge.

Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
.

Sahibe Mehraj Nabi Aasiyon Ki Laaj Nabi
Nabiyon Ke Sartaj Nabi Kal Bhi The Aur Aaj Nabi
Do Jahan Ke Raaj Waale Mere Nabi Aa Gaye.

READ MORE:- 

  • Tu kuja man kuja naat lyrics
  • Barwein ka chand aaya naat lyrics
  • lab pe aati hai dua banke tamanna meri naat lyrics
  • tajedar e haram naat lyrics 
  • Tu hai rab ki raza tu hai sabse juda naat lyrics
  • deewar o dar k bose lunga machal machal kar naat lyrics
  • pardah naat lyrics
  • hasbi rabbi jallah naat lyrics
  • maula ya salli wasallim naat lyrics
  • mera dil badal de naat lyrics
  • Gali gali saj gayi naat lyrics
  • hara gumbad jo dekho ge naat lyrics
  • Shahe madina naat lyrics
  • Tamanna muddaton se hai naat lyrics
  • Mai tu ummati hoon naat lyrics
  • Ya nabi naat lyrics 
  • Naam-e-ahmed ye wo naam hai naat lyrics
  • Nabi nabi nabi naat lyrics
  • Allah hoo allah hoo 
  • kis se mange naat lyrics in english
  • Bhar do jholi meri yah muhammad naat lyrics
  • Noor e khuda naat lyrics
  • Mere nabi pyaare nabi naat lyrics 
  • Tala al badru alayna naat lyrics
  • Marhaba ya mustafa naat lyrics
  • Apne maa baap ka tu dil na dukha dil na dukha naat lyrics
  • Dagh e furqate taiba qalb muzmahil jata
  • Zindagi ek kiraye ka ghar hai naat lyrics
  • Noor-e-ramzan naat lyrics
  • Aane walon ye to batao naat lyrics
  • Aaka ko pukar bande aaka pukar naat lyrics
  • Aaqa bachalo is aasi ko naat lurics
  • Ah gaya wo noor wala Jis ka saya noor hai naat lyrics
  • Wo tanha kaun he allah hu allah naat lyrics
  • Ya nabi salam alaika naat lyrics
  • Kabe ki ronak kabe ka manzar naat lyrics 
  • Meri ulfat madine se yuhi nahi
  • Aaye aaqa madni aaqa 
  • Har waqt tasaw'wur mein madine ki gali ho 
  • Meri baat ban gayi hai naat lyrics

  • किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .

    पुराने पोस्ट
    नई पोस्ट

    एक टिप्पणी भेजें

    Tes Iklan
    Tes Iklan

    Ads Single Post 4