Mujhe khudaya muaf karde naat lyrics in english
Mujhe khudaya muaf karde naat lyrics in english
Mujhe khudaya muaf karde naat lyrics जानकारी (information)
- Naat name:-Mujhe khudaya muaf karde
- Naat reciter:-hafiz tahir qadri
- Total views:- 2,649,251
- YouTube channel:-Hafiz Tahir Qadri
- Likes:-79k
Mujhe khudaya muaf karde
- दोस्तों आज हम आपके लिए एक बेहद ही प्यारी और पाक naat लेके आए है जिसका का नाम है Mujhe khudaya muaf karde.
- दोस्तों हम आपको यह भी बता दे की यह नात हर किसी को अच्छी लगती है बच्चे हो बड़े सभी को इस नात को पढ़ना - सुनना काफी पसंद है और नबी के मिलाद में भी इसे काफी पढ़ा जाता है.
- दोस्तों इस नात Mujhe khudaya muaf karde को youtube जैसे social media पेभी काफी अच्छा response मिला है.
- तो दोस्तों इसलिए आज हम यह पोस्ट Mujhe khudaya muaf karde naat lyrics in english आपके लिए लेके आये है.
Mujhe khudaya muaf karde naat lyrics in english
Maula mere maula
Maula mere maula.
Tauba Qabool krle Tauba Qabool krle
Tauba Qabool krle Tauba Qabool krle.
Mera amal hai siyaah nama
Mujhe khudaya muaaf krde.
Main janta hun tu baqsh dega
Mujhe khudaya muaaf krde.
Pahaad jaisi meri khtaayen
Magar bhoot hai teri ataayen.
Pahaad jaisi meri khtaayen
Magar bhoot hai teri ataayen.
Muaaf krna shiaara-t-rat
Muaaf krna shiaara-t-rat
Mujhe Khudaya muaaf krde.
Ya rab tere karam teri rhmat ka wasta
Ya rab teri ataa teri neamat ka wasta.
Ya rab tere jlaalo jlaalat ka wasta
Ya rab Rasoole haq ki risalat ka wasta.
Azaab dekr tu kya krega
Kareem hai tu karam hi farma.
Azaab dekr tu kya krega
Kareem hai tu karam hi farma.
Sawaal kaisa Jawaab kaisa
Sawaal kaisa Jawaab kaisa
Mujhe Khudaaya Muaaf krde.
Mera amal hai siyaah nama
Mujhe khudaya muaaf krde.
Main janta hun tu baqsh dega
Mujhe khudaya muaaf krde.
Andhere Shab ke kiye hai ruswa
Ujaale din ke kiye hai gahna.
Andhere Shab ke kiye hai ruswa
Ujaale din ke kiye hai gahna.
Saraapa Jurmon Khtaa hon maula
Saraapa Jurmon Khtaa hon maula
Mujhe khudaaya muaaf krde.
Mera amal hai siyaah nama
Mujhe khudaya muaaf krde.
Main janta hun tu baqsh dega
Mujhe khudaaya muaaf krde.
Ye haath bandhe ye sar jhukaye
Khada ujaagar dare haram per.
Ye haath bandhe ye sar jhukaye
Khada ujaagar dare haram per.
Naweede Bakhshish ka de ishara
Naweede Bakhshish ka de ishara
Mujhe Khudaaya Muaaf krde.
Ya rab tere karam teri rhmat ka wasta
Ya rab teri ataa teri neamat ka wasta.
Ya rab tere jlaalo jlaalat ka wasta
Ya rab Rasoole haq ki risalat ka wasta.
READ MORE:-
किसी भी तरह के नात कव्वाली या नजम की lyrics जानना चाहते हैं तो आप हमें उस नात, कव्वाली या नजम का नाम कमेंट में जरूर बताएं. और हमें यह भी बताए की आपको यह naat कैसा लगा .
एक टिप्पणी भेजें